Main tum se mohabbat karta song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Rajesh Khanna. This song was released on 01 Jan 2018.
Barso pahle kahna tha
Barso ke baad kaha
Barso pahle kahna tha
Barso ke baad kaha
Itne baras tak jane dil ko
Kaise yaad raha
Ke main tum se
Mohabbat karta hoon
Ke main tum se
Mohabbat karta hoon
Barso pahle kahna tha
Barso ke baad kaha
Itne baras tak jane dil ko
Kaise yaad raha
Ke main tumse
Mohabbat karti hoon
Ke main tum se
Mohabbat karta hoon
Na na main tumse
Mohabbat karti hoon


Kaise gujre e saal kaho
Kaise gujre ye saal kaho
Kuchh apne dil ka haal kaho
Mitti dalo sab baato par
Mitti dalo sab baato par
Ab koi pyar ki baat karo
Ho teri kasam
Hardam karta main
Ye fariyad raha
Itne baras tak jane dil ko
Kaise yaad raha
Ke main tum se
Mohabbat karta hoon
Na na main tumse
Mohabbat karti hoon
Main tum se
Mohabbat karta hoon
Na na main tumse
Mohabbat karti hoon


Jitne din tumse door raha
Jitne din tumse door raha
Bas utne din main jiya nahin
Dil maine kisi ko diya nahin
Dil maine kisi ko diya nahin
Phir pyara kisi se kiya nahin
Mai bechain raha betab rahab
Barbaad raha itne
Baras tak jane dil ko
Kaise yaad raha
Ke main tum se
Mohabbat karta hoon
Na na main tumse
Mohabbat karti hoon
Main tum se
Mohabbat karta hoon
Na na main tumse
Mohabbat karti hoon


Insan nahin do parwat the
Insan nahin do parwat the
Jo apni jagah se hile nahin
Kyonki hum dono mile nahin
Kyonki hum dono mile nahin
Khilne the ye phool
Jo khile nahin
Ho teri yaado se lekin
Ye dil abad raha
Itne baras tak jane dil ko
Kaise yaad raha
Ke main tum se
Mohabbat karta hoon
Na na main tumse
Mohabbat karti hoon
Main tum se
Mohabbat karta hoon
Na na main tumse
Mohabbat karti hoon


Barso pahle kahna tha
Barso ke baad kaha
Itne baras tak jane dil ko
Kaise yaad raha
Na na main tumse
Mohabbat karti hoon
Main tum se
Mohabbat karta hoon
Na na main tumse
Mohabbat karti hoon.