Main toh piya se song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 08 Feb 2014.
Khusro rain suhag ki
Main jaagi pee ke sang
Tan mora, man piya ka
Jo donon ek hi rang


Khusro dariya prem ka
Jo ulti vaan ki dhaar
Jo ubra so doob gaya
Jo dooba so paar


Khusro bazi prem ki
Main khelun pee ke sang
Jeet gayi to piya mere
Haari pee ke sang


Main toh piya se naina laga aai re
Main toh piya se naina laga aai re
Gar naari kanwari kahen so kahen
Gar naari kanwari kahen so kahen
Main toh piya se naina laga aai re
Main toh piya se naina laga aai re


Sohni suratiya, mohni muratiya
Sohni suratiya, mohni muratiya
Main hriday ke beech sama aai re
Main hriday ke beech sama aai re
Gar naari kanwari kahen so kahen
Gar naari kanwari kahen so kahen
Main toh piya se naina laga aai re
Main toh piya se naina laga aai re


Khusro nizaam ke bal bal jaiyo
Khusro nizaam ke bal bal jaiyo
Main to bin mol kahaan chali aai re
Main to bin mol kahaan chali aai re
Gar naari kanwari kahen so kahen
Gar naari kanwari kahen so kahen
Main toh piya se naina laga aai re
Main toh piya se naina laga aai re


Gar naari kanwari kahen so kahen
Gar naari kanwari kahen so kahen
Main toh piya se naina laga aai re
Main toh piya se naina laga aai re.

More songs of Chintoo Singh