Main to yahin hoon lekin Har koi mujhko dhoonde Parwa nahi hai mujhko Dil chahe jaan bhi chhute
Khud ko manata rehta Chaahe ye duniya roothe Neendon mein ghuske Karun sapne barbad
Jism aur jaan main ab Main aise uttar jaunga Aaina dekhiye toh Main hi nazar aaunga
Main to yahin hoon lekin
Har koi mujhko dhoondhe Neendon mein ghuske Karun sapne barbad
Khud hi uda kar ab pankhon ko katun Kaale fasane likhu kajal churake Khwahishon ki khatir maine Jaal yeh bichaya hain Kaale andheron mein ab Mera hi saaya hai
Pankhon ko kaatun pehle Phir main karun azaad Neendon mein ghus ke Karun sapne barbad