Main teri ho gayi tu mera ho gaya song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by K. Pappu. This song was released on 13 Jun 1994.
Main teri ho gayi
Tu mera ho gaya
Baho mein aaja balma balma
Main teri ho gayi
Tu mera ho gaya
Baaho mein aaja balma


Main jannat wali hur hoon
Tu sher surma jhat
Tu ranjha hai jo mahiya
Main vi nahi heer se ghat
Mera mukhda
Chand hai chaudavi
Jaha bikhri kali lat
Meri naram reshmi
Baaho mein
Le pyasa pyar karwat
Meri husn ki dariya tat pe
Jaye umar farishte kat
Par bukhi mai tere pyar ki
Aaj chadi ishq de hath
Beliya


Tu meri ho gayi main
Tera ho gaya
Baaho mein
Aaja janiya janiya
Tu meri ho gayi main
Tera ho gaya
Baaho mein aaja janiya


Main baagi aashik yaar da
Meri odhya jaise ankh
Mahboob hoon main mahiwal sa
Mare mujhpe soniya lakh
Nikle sooraj mujhe puchh ke
Ye mausam badle pakh
Karu tujhpe nisar jan main
Mujhpe etbar to rakh
Jag lakh chadaye suliya
Karu ishq qayamat tak
Ni tu lake jat sang yariya
Kar maja ishq da chakh
Janiya


Main teri ho gayi
Tu mera ho gaya
Baaho mein
Aaja janwa janwa
Tu meri ho gayi
Main tera ho gaya
Baaho mein aaja janiya
Baaho mein aaja balma
Baaho mein aaja janiya
Balma.