Main sharabi song is sung by , and . This song is penned by and composed by . This song was released on 23 Feb 2021.
Jaam hathon mein lene ki hasrat nahi
Mujhko peene pilane ki fursat nahi
Arey main sharabi nahi mujhko bottle na do
Main sharabi nahi mujhko bottle na do
Wo nazar se pilaye toh main kya karun

Main sharabi sharabi
Main sharabi sharabi
Main sharabi

Main sharabi sharabi
Main sharabi sharabi
Main sharabi

Khoobsurat yeh chehra nigahon mein hai
Nigahon mein hai, nigahon mein hai
Kya nasha teri qatil adayon mein hai
Adayon mein hai, adayon mein hai

Teri khatir mein duniya me badnam hu
Teri khatir mein duniya me badnam hu
Phir bhi tu bhul jaye to me kya karun

Main sharabi sharabi
Main sharabi sharabi
Main sharabi

Main sharabi sharabi
Main sharabi sharabi
Main sharabi

Saaki ne ghol di jawani sharab mein
Saaki ne ghol di jawani sharab mein
Kuch nukhs aa gaya purani sharab mein
Kuch nukhs aa gaya purani sharab mein

O re mujhko toh in dilli walon ki
Niyat pe shak hai
Kambakht ne mila diya pani sharab mein
Kambakht ne mila diya pani sharab mein

Ishq ki wardat kuch bhi na thi
Badh gayi baat baat kuch bhi na thi
Mere peene ke hain yeh sab jhagde
Mai na peeta to baat kuch bhi na thi

Main sharabi sharabi
Main sharabi sharabi
Main sharabi

Main sharabi sharabi
Main sharabi sharabi
Main sharabi

Saaki ne ghol di jawani sharab mein
Saaki ne ghol di jawani sharab mein
Kuch nukhs aa gaya purani sharab mein
Kuch nukhs aa gaya purani sharab mein

O re mujhko to in dilli walon ki
Niyat pe shak hai
Kambakht ne mila diya pani sharab mein
Kambakht ne mila diya pani sharab mein

Ishq ki wardat kuch bhi na thi
Badh gayi bat bat kuch bhi na thi
Mere peene ke hain ye sab jhagde
Mai na peeta to baat kuch bhi na thi

Main sharabi sharabi
Main sharabi sharabi
Main sharabi

Main sharabi sharabi
Main sharabi sharabi
Main sharabi