Main shama tu parwana song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Mukesh Duggal. This song was released on 23 Apr 1993.
Main shama tu parwana
Paas aa jaane jana
Main shama tu parwana
Paas aa jaane jana
Tere liye jalti bujhti hoon
Tu mera aashiq deewana
Main shama tu parwana
Paas aa jaane jana
Tere liye jalti bujhti hoon
Tu mera aashiq deewana
Main shama tu parwana
Paas aa jaane jana


Tere hawale kardi
Maine to yeh zindagani
Rang kabhi layegi
Teri meri prem kahani
Tere hawale kardi
Maine to ye zindagani
Rang kabhi layegi
Teri meri prem kahani
Aa zara mujhe bata
Kyu bhala hai tu khafa
Tere pyar mein intzar mein
Likhti rahi main afsana
Main shama tu parwana
Paas aa jaane jana
Main shama tu parwana
Paas aa jaane jana


Aaye hazaaro laakho
Apni jawa mehfil mein
Ghar na kisi ne banaya
Tere siwa iss dil mein
Aaye hazaaro laakho
Apni jawa mehfil mein
Ghar na kisi ne banaya
Tere siwa iss dil mein
Kya hasi hasi sama
Keh raha hai dil jawa
Nazre chaar kar bekrar kar
Dede mujhe koi nazarana
Main shama tu parwana
Paas aa jaane jana
Main shama tu parwana
Paas aa jaane jana


Teer mujhpe chalane ki
Koshish na kar
Teer mujhpe chalane ki
Koshish na kar
Dil jala hoon jalane ki
Koshish na kar
Na pyar kar na mujhe yaad kar
Khud ko na yun barbad kar
Na pyar kar na mujhe yaad kar
Khud ko na yun barbad kar
Mujhe chhod de dil tod de
Na main tera aashiq deewana
Main shama tu parwana
Paas aa jaane jana
Tere liye jalti bujhti hoon
Tu mera aashiq deewana
Main shama tu parwana
Paas aa jaane jana.