Main ne yeh faisla kar liya hai song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Rajendra Prasad V.B. This song was released on 01 Jan 2018.
Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karunga
Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karunga
Log puje kisi ko mujhe kya
Mai tumhari  ibadat karunga
Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karungi
Log puje kisi ko mujhe kya
Mai tumhari ibadat karunga
Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karunga


Dil ka arman ye nikalunga mai
Jan de dunga jaher kha lunga
Dil ka arman ye nikalunga mai
Jan de dunga jaher kha lunga
Tumkpo hasil na kar saka to
Dekh lena mai qayamat karunga
Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karungi
Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karunga


Dil me is dard ko ghar banane na du
Dil me is dard ko ghar banane na du
Maine chaha tumhe pas aane du
Aa gaye to ye yad rakhna
Ab na tumko mai ruksat karungi
Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karunga
Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karungi


Jab mai wakif na thi ishk ke nam se
Tab gujarte the din kitne aram se
Jab mai wakif na tha ishk ke nam se
Tab gujarte the din kitne aram se
Tune cheda mujhe dekh lena
Mai bhi puri sararat karungi
Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karunga
Log puje kisi ko mujhe kya
Mai tumhari hi ibadat karunga
Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karungi
Maine ye faisla kar liya
Maine ye faisla kar liya
Faisla kar liya, faisla kar liya
Kar liya,  kar liya.