LyricsTashan

Main Jab Chhedoonga Dil Ka Lyrics - Ponga Pandit | Randhir Kapoor | Danny Denzongpa | Neeta Mehta | Kishore Kumar

in Movies

Watch the Video

Song Information

Main jab chhedoonga dil ka song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Surinder Kapoor. This song was released on 01 Jan 2018.

Lyrics

Main jab chhedoonga dil ka tarana
To aa jayega tufan sa
Main jab chhedoonga dil ka tarana
To aa jayega tufan sa
Ek ek dil bechain hai
Hulchal si macha du abhi
Kaho to mai ek aag si
Mahfil mein laga du abhi


Main jab chhedoonga dil ka tarana
To aa jayega tufan sa
Ek ek dil bechain hai
Hulchal si macha du abhi
Kaho to main ek aag si
Mahfil mein laga du abhi


Shole hai ye nagme mere
Dhokha na khana
Jo diljala hai sochake tum pas aana
Shole hai ye nagme mere
Dhokha na khana
Jo diljala hai sochake tum pas aana
Aisa na ho duniya kahe kya hua
Main jab chhedoonga dil ka tarana
To aa jayega tufan sa
Ek ek dil bechain hai
Hulchal si macha du abhi
Kaho to mai ek aag si
Mahfil mein laga du abhi


Hai hai main kaun main kaun
Prem prem pyar pyar
Deewana deewana
Ye jindagi ek geet din raat gaye
Hona hai jo hota rahe din raat gaye
Ye jindagi ek geet din raat gaye
Hona hai jo hota rahe din raat gaye
Aisa na ho dunia kahe kya hua
Main jab chhedoonga dil ka tarana
To aa jayega tufan sa
Ek ek dil bechain hai
Hulchal si macha du abhi
Kaho to main ek aag si
Mahfil mein laga du abhi


Kabhi kabhi mujhe aisa lagta hai
Ke sapno mein koi hasta hai
Kabhi kabhi mujhe aisa lagta hai
Ke sapno mein koi hasta hai
Do kaliya hothi ki khilti si, khulti si
Badhke chumu to kaliya ye na kahna
Ye kya hua
Main jab chhedoonga dil ka tarana
To aa jayega tufan sa
Ek ek dil bechain hai
Hulchal si macha du abhi
Kaho to main ek aag si
Mahfil mein laga du abhi
Main jab chhedoonga dil ka tarana
To aa jayega tufan sa.

Related Songs

More songs from Ponga Pandit (1975)
More songs of Randhir Kapoor
More songs of Danny Denzongpa
More songs of Neeta Mehta
More songs of Kishore Kumar