Main hoon teri chhaya song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Main hoon teri chhaya
Tere bina mera naam na koi
Main hoon teri chhaya
Tere bina mera naam na koi
Main hoon teri chhaya


Janam janam ka tu mera saathi
Kya tha yaha mera main kyu aadhi
Jag mein tera pyar mujhe le aaya
Main hoon teri chhaya
Tere bina mera naam na koi
Main hoon teri chhaya


Tere bina mera jivan pyasa
Badal bina jaise pawan pyasa
Jalte jalte kali ho gayi kaya
Main hoon teri chhaya
Tere bina mera naam na koi
Main hoon teri chhaya.