Main ho gayi deewani song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by N.P. Singh. This song was released on 27 Jan 1989.
Salamat salamat salamat
Salamat salamat
Mubarak mubarak
Nazar mein uski surat aur
Jubaa par nam usi ka hain
Kabhi acha na ho deewana
Pan mera acha hain
Bijli thi ke shola tha
Kya jane wo kya tha
Bijli thi ke shola tha
Kya jane wo kya tha
Afat ki kayamat thi
Ya noor ka jalwa tha
Dil tham liya hamne
Kuch aisa nazara tha
Milte hi nazar unse
Milte hi nazar unse
Milte hi nazar unse
Ek pankh si lahrayi
Aur main ho gayi deewani
Deewani ho gayi deewani
Main ho gayi deewani
Deewani ho gayi deewani
Main ho gayi deewani deewani
Main ho gayi deewani
Deewani ho gayi deewani
Main ho gayi deewani
Main ho gayi deewani


Hosh mein aye to ham
Hosh gawa baithe the
Hosh gawa baithe the
Naj bahut tha jis par
Dil wo luta baithe the
Dil wo luta baithe the
Naam uska koi
Leta hain to lete hi
Rote rote jo ankh
Yad aye to has dete hain
Ankh se neend suku
Dil churane wala
Tere sadke mujhe
Deewana banane wale
Phoolo mein sitaro mein
Gulsan ki baharo mein
Phoolo mein sitaro mein
Gulsan ki baharo mein
Tanhayi mein mahfil mein
Ayine mein aur dil mein
Har seen usi ki jab
Har seen usi ki jab
Har seen usi ki
Jab tasvir nazar ayi to
Main ho gayi deewani
Deewani ho gayi deewani
Main ho gayi deewani
Deewani ho gayi deewani
Main ho gayi deewani deewani
Main ho gayi deewani
Deewani ho gayi deewani
Main ho gayi deewani
Main ho gayi deewani


Ishk ko julm mohabbat
Ko khata kahye hain kahte hain
Har bhali cheez ko
Jag wale bura kahte hain kahte hain
Usko jis rog mein
Dekha wo bhala lagta ho
Mat kaho usko bura
Mujhko bura lagta hain
Jisko duniya ne
Mohabbat ke na kabil samjha
Wo masiha tha
Jise apne katil samjha
Katil hai to katil hain
Wo pyar ke kabil hain
Katil hai to katil hain
Wo pyar ke kabil hain
Wo meri mohabbat hain
Wo meri ibadat hain
Ab uski mohabbat mein
Ab uski mohabbat mein
Ab uski mohabbat mein
Soharat hoke ruswayi
Main ho gayi deewani
Deewani ho gayi deewani
Main ho gayi deewani
Deewani ho gayi deewani
Main ho gayi deewani deewani
Main ho gayi deewani
Deewani ho gayi deewani
Main ho gayi deewani
Main ho gayi deewani


Hamne dolat ke sarafat ke
Sitam dekhe hain
Hamne gairo ke nakabo ke
Bharam dekhe hain
Rasam duniya se isi
Waste begane hain
Ab agar hosh meim
Ham na hai to deewane hain
Rahe ulfat mein
Kisi cheez ki ab chah nahi
Dil to dil jan bhi lut
Jaye to parwah nahi
Dolat bhi dikhawa hain
Izzat bhi tamasha hain
Dolat bhi dikhawa hain
Izzat bhi tamasha hain
Duniya ko bahut hamne
Najdil se dekha hain
Mere dil nadaa ko
Mere dil nadaa ko
Mere dil nadaa ko
Jaise hi samjh ayi to
Main ho gayi deewani
Deewani ho gayi deewani
Main ho gayi deewani
Deewani ho gayi deewani
Main ho gayi deewani deewani
Main ho gayi deewani
Deewani ho gayi deewani
Main ho gayi deewani
Main ho gayi deewani
Deewani deewani
Deewani deewani
Deewani deewani
Deewani deewani
Deewani deewani
Deewani deewani
Deewani deewani
Deewani deewani
Hai jab tak ja nhotho
Par yahi afsana rahne do
Khuda ke waste logo
Mujhe deewana rahne do
Deewani deewani deewani deewani
Deewani deewani deewani deewani
Deewani deewani deewani deewani
Deewani deewani deewani deewani.