Main Hi Main Hoon Lyrics - Shaabash! You Can Do It | Nasir Khan | Sudesh Berry | Mansi Dovhal | Krishna Beura | Nakash Aziz
in Movies
Watch the Video
Song Information
Main hi main hoon song is from Shaabash! You Can Do It (2009) and it is sung by Krishna Beura, Nakash Aziz and Rahul B. Seth.It stars Nasir Khan, Sudesh Berry, Mansi Dovhal and Hitesh Agrawal in leading roles. This song is penned by Rakesh Kumar (Kumaar) and composed by Santokh Singh Dhaliwal. It is produced by Devdatt Kapadia. This song was released on 25 Sep 2009.
Lyrics
Jahaan koi pahoncha nahi,
Main wahan maujud hoon
Jo mit nahi sakata kabhi
Aisa main vajud hoon
Jahaan koi pahoncha nahi,
Main wahan maujud hoon
Jo mit nahi sakata kabhi
Aisa main vajud hoon
Sari dishayein mujhse nikle, mujh tak aaye
Najarein uthake dekh lo,
Main hi main hoon, har jagah
Main hi main hoon, har jagah
Main hi main hoon, har jagah
Main hi main hoon, har jagah
Gurur brahma gurur vishnu,
Gurur devo maheshwara
Guru sakshaat parbrahm
Tasmai shri guruvey namah
Mujh mein main nahi, mera kuchh hai nahi
Tujhase hi sab kuchh hai bas yahin ik sach hai
Tu hi tu hi tu, har jagah tu hi tu
Tu hi tu hi tu, har jagah tu hi tu
Tu hi tu hi tu, har jagah tu hi tu
Mujh mein hi zor hai, mujh mein hi josh hai
Mere shor ke aage duniya khamosh hai
Mujh mein hi zor hai, mujh mein hi josh hai
Mere shor ke aage duniya khamosh hai
Main hoon sitara, sab ki najar mein
Mera nazara najarein uthake dekh lo
Main hi main hoon
Main hi main hoon
Main hi main hoon
Main hi main hoon
Samandar ki gaherai mein,
Ambar ki unchai mein
Samandar ki gaherai mein,
Ambar ki unchai mein
Ho maine tera aks hai dekha,
Har shay ki parchhayi mein
Tu hi tu hi tu, har jagah tu hi tu
Tu hi tu hi tu, har jagah tu hi tu
Bas mera naam hai sab ki juban pe
Banke main aasmaan chhaya hoon jahan pe
Bas mera naam hai sab ki juban pe
Banke main aasmaan chhaya hoon jahan pe
Sari hawayein mere fasane sabko sunaye
Najarein uthake dekh lo
Main hi main hoon, har jagah
Main hi main hoon, har jagah
Main hi main hoon, har jagah
Main hi main hoon, har jagah
Dekha door tak khud mein,
Tere manjar hai mujh mein
Dekha door tak khud mein,
Tere manjar hai mujh mein
Jab tu hi tu mere andar charon taraf ghoome hain,
Main hi main hi main,
Har taraf main hi main
Main hi main hi main,
Har taraf main hi main.