Main chal diya song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 09 Dec 2008.
Yeh jahan mera rasta mera
Hasrate teri hausala mera
Main chal diya
Tha yakin mujhe yeh yakin mujhe
Mazile tu hee paunga tujhe
Main chal diya main chal diya


Aayi thi mushkile
Main kahi na ruka
Pyar ke samane
Aasman bhi jhuka
Main chal diya
Yeh jahan mera rasta mera
Hasrate teri hausala mera
Main chal diya main chal diya


Hoga kya kabhi socha na
Bas kadam rakh diya
Tha junun tere pyar ka
To irada kar liya
Ho ho ho o o o main chal diya
Yeh jahan mera rasta mera
Hasrate teri hausala mera
Main chal diya main chal diya.