Mai na kisi ka aetbar karungi song is from and it is sung by .It stars Dara Singh, Mumtaz and Azad in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sudarshan. This song was released on 01 Jan 2018.
mai na kisi ka eitbar karungi
dil ko yuhi na bekarar karungi
ab na kisi se pyar karungi tauba tauba tauba
ke meri tauba tauba tauba
mai na kisi ka eitbar karungi
dil ko yuhi na bekarar karungi
ab na kisi se pyar karungi tauba tauba tauba

ek din ye baat hui
ek din ye baat hui sham dhali raat hui
jab pahli bar mile nain
ek din ye baat hui sham dhali raat hui
mar jau aankhe na char karungi
ab na kisi se kabhi pyar karungi
meri tauba tauba tauba ke meri tauba tauba tauba

bhule ek baar sanam
bhule ek baar sanam khali hai maine kasam
mai fir na lungi tera nam
bhule ek bar sanam khali hai maine kasam
mai fir na lungi tera nam
ye kya dastur hua mujhse kasur hua
mujhpe laga hai ilzam

mai na kisi ka eitbar karungi
dil ko yuhi na bekarar karungi
ab na kisi se pyar karungi
tauba tauba tauba ke meri tauba tauba tauba