मध्धम Madhdham Lyrics - Marakkar: Lion Of The Arabian Sea | Mohanlal | Suniel Shetty | Arjun Sarja | Sathyaprakash | Chinmayi
in Movies
Watch the Video
Song Information
मध्धम madhdham song is from Marakkar: Lion Of The Arabian Sea and it is sung by Sathyaprakash and Chinmayi. Record label of this song is Saina Music, Divo Music.It stars Mohanlal, Arjun Sarja, Keerthy Suresh, Suniel Shetty in leading roles. This song is written by Ishtiaq Feroz. It is produced by Antony Perumbavoor. This song was released on 26 Mar 2021.
Lyrics
Krishna tum chupe ho kahaan
Sochne radha ki un
Tere man khush kar dun main
Phoolon se pujun tujhe
Madhdham dhoop wo barse
Nadi yamuna bhi pariyon si chamke
Banke mast bahaarein
Chhu le aaja mere paas tu aaja
Chhote chhote woh baarish ke
Boondein mujhpe gir bikhre
Main mujhme hi nahin hun
Khoyi hun main kahin piya
Mann aasma pe jhula jhule
Jaan meri tu hain ye bole
Mere piya main yun hi hamesha
Khoyi rahun main baahon mein teri
Madhdham dhoop wo barse
Nadi yamuna bhi pariyon si chamke
Banke mast bahaarein
Chhu le aaja mere paas tu aaja
Jaadu karke mujhpe
Tune ye kahaan phasaya
Aankhon se ishare karke
Dil mein yun basaya
Jab se dekha tujhko
Tabse palkein na jhukaaya
Ae mere khuda tu
Kaise husn ye banaya
Tere dil mein main basjaun
Meri jaan ki ban gayi jaan tu
Piya mere main hui teri
Ye rista ka hai naam kya
Ye rista aisa hai
Jaise sangam hai sangeet taal ka
Chote chote woh barish ke
Bundein mujhpe gir bikhre
Main mujhme hi nahi hun
Khoyi hun main kahin piya
Shehad ka main bhavra
Banke dhundhta hu aaya
Veena ko haseen sur
Tere bol se hi aaya
Saat rang ke wo
Range zindgi mein aaye
Har khushi hamare
Jivan se judi si jaaye
Phoolon ki khushboo ho tum
Chand ki murat ho tum
Sur se taal judi jaise rahe
Hum milke yun sada
Tann se bhi mann se bhi nahi
Honge kabhi hum kasam se juda
Madhdham dhoop wo barse
Nadi yamuna bhi pariyon si chamke
Banke mast bahaarein
Chhu le aaj mere paas tu aaja.
Sochne radha ki un
Tere man khush kar dun main
Phoolon se pujun tujhe
Madhdham dhoop wo barse
Nadi yamuna bhi pariyon si chamke
Banke mast bahaarein
Chhu le aaja mere paas tu aaja
Chhote chhote woh baarish ke
Boondein mujhpe gir bikhre
Main mujhme hi nahin hun
Khoyi hun main kahin piya
Mann aasma pe jhula jhule
Jaan meri tu hain ye bole
Mere piya main yun hi hamesha
Khoyi rahun main baahon mein teri
Madhdham dhoop wo barse
Nadi yamuna bhi pariyon si chamke
Banke mast bahaarein
Chhu le aaja mere paas tu aaja
Jaadu karke mujhpe
Tune ye kahaan phasaya
Aankhon se ishare karke
Dil mein yun basaya
Jab se dekha tujhko
Tabse palkein na jhukaaya
Ae mere khuda tu
Kaise husn ye banaya
Tere dil mein main basjaun
Meri jaan ki ban gayi jaan tu
Piya mere main hui teri
Ye rista ka hai naam kya
Ye rista aisa hai
Jaise sangam hai sangeet taal ka
Chote chote woh barish ke
Bundein mujhpe gir bikhre
Main mujhme hi nahi hun
Khoyi hun main kahin piya
Shehad ka main bhavra
Banke dhundhta hu aaya
Veena ko haseen sur
Tere bol se hi aaya
Saat rang ke wo
Range zindgi mein aaye
Har khushi hamare
Jivan se judi si jaaye
Phoolon ki khushboo ho tum
Chand ki murat ho tum
Sur se taal judi jaise rahe
Hum milke yun sada
Tann se bhi mann se bhi nahi
Honge kabhi hum kasam se juda
Madhdham dhoop wo barse
Nadi yamuna bhi pariyon si chamke
Banke mast bahaarein
Chhu le aaj mere paas tu aaja.