Machhali paani bina to song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Machhali paani bina to ji nahi sakati
Machhali paani bina to ji nahi sakati
Machhali paani bina to ji nahi sakati
Aurat zevar bina bhi rah nahi sakati
Machhali paani bina to ji nahi sakati
Aurat zevar bina bhi rah nahi sakati
Dil aaya kisi pe to duniya se chhupana kyun
Mai pyaar karun vo jaane mera romeo
Machhali paani bina to ji nahi sakati
Aurat zevar bina bhi rah nahi sakati


Man mera jhum utha
Jab se mila hai pyaar tera
Nind gayi chain gaya
Jab se mila diladaar mera
Aayi hai ragin raate
Garm ho gayi saanse
Aankho se aankhe milaungi
Chahat jagaungi mai
Machhali paani bina to ji nahi sakati
Aurat zevar bina bhi rah nahi sakati


Dil bhi tera jaan bhi teri
Tu mera sasaar piyaa
Jine kaa aaya mazaa
Jab se tune pyaar kiyaa
Hasti mitaa dungi tujh pe
Chhaaya hai tu mere dil pe
Yauvan ki saari bahaare
Bhi tujhape lutaungi mai
Machhali paani bina to ji nahi sakati
Aurat zevar bina bhi rah nahi sakati
Dil aaya kisi pe to duniya se chhupana kyun
Mai pyaar karun vo jaane mera romeo.