Machalta hua dil song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
O sambhala na jaaye
O sambhala na jaaye
Machalta hua dil sambhala na jaaye
Machalta hua dil sambhala na jaaye
Yeh kanta kisi se nikala na jaaye
Yeh kanta kisi se nikala na jaaye
Machalta hua dil sambhala na jaaye
Machalta hua dil


Bahar aa gayi apne ujde chaman mein
Bahar aa gayi apne ujde chaman mein
Umange machalne lagi aaj man mein
Umange machalne lagi aaj man mein
Umango ka toofa
Haye toofa sambhala na jaaye
Yeh kanta kisi se nikala na jaaye
Yeh kanta kisi se nikala na jaaye
Machalta hua dil sambhala na jaaye
Machalta hua dil


Dikha dunga tujhko baharo ki duniya
Dikha dunga tujhko baharo ki duniya
Luta dunga tujh par sitaro ki duniya
Luta dunga tujh par sitaro ki duniya
Kahi humko wado haye
Wado se tala na jaaye
Yeh kanta kisi se nikala na jaaye
Yeh kanta kisi se nikala na jaaye
Machalta hua dil sambhala na jaaye
Machalta hua dil


Rahega jawa do dilo ka fasana
Rahega jawa do dilo ka fasana
Hume yaad karta rahega zamana
Hume yaad karta rahega zamana
Ke parda mohabbat
Haye mohabbat pe dala na jaaye
Yeh kanta kisi se nikala na jaaye
Yeh kanta kisi se nikala na jaaye
Machalta hua dil sambhala na jaaye
Machalta hua dil.