aa aa aa, aa aao ho ho, ho ho(machalatii huii, havaa men chham chhamhamaare sang sang chalen gangaa kii laharen) - 2o, zamaane se kaho, akele nahiin hamhamaare sang sang chalen gangaa kii laharenzamaane se kaho(hariyaalii sii, chhaa jaatii haichhaanv men in ke aanchal kii) - 2sar ko jhukaa ke, naam lo in keye to hai shaktii nirabal kiihimaalay ne bhii chuume hain in ke qadammachalatii huii,zamaane se kaho
(sukh men duubaa, tan man us kaaaayaa jo in ke aangan men) - 2pyaar kaa pahalaa, darpan dekhaaduniyaa ne in ke darshan menke yuun hii nahiin khaate ham in kii qasamzamaane se kahomachalatii huii(saath diyaa hai, in laharon nejab sab ne munh pher liyaa) - 2aur kabhii jab, gam kii jalatiidhuup ne ham ko gher liyaato aao in ke hii qadamon men jhuk jaaen hammachalatii huiizamaane se kaho