Maahe Ramzan Ko Barkat Ka Mahina Kahiye Lyrics - Afzal Sabri | Iqbal Sabri

1998

Lyrics

aa aa aa
maahe ramzan ko barkat ka mahina kahiye
khaas allaah ki rehmat ki rehmat ka mahina kahiye
maahe ramzan ko barkat ka mahina kahiye
khaas allaah ki rehmat ki rehmat ka mahina kahiye
iss mahine me hi kuraan ki takmil huyi
yaane allaah ke farmaa ki takmil huyi
aa aa aa
intihaan sabrr ka iss tarah diya jata hai
bhuk aur pyaas ki shiddat ho saha jata hai
aa aa aa
khwahishe dil ki jo roje me mita deta hai
khwahishe dil ki jo roje me mita deta hai
apane haatho se khuda usako jaja deta hai
apane haatho se khuda usako jaja deta hai
apane roje ki yeh barkat jara aakar dekho
ek jhalak najar suye phalak aankh uthakar dekho
aa aa aa