.It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.

Lekin tabhi meri ringtone baji
Mummy waali..

Karti hai har gaane pe mom meri
Kuchipudi, kuchipudi
Jaldi hi tu bhi teri mom jaisi
Ban jayegi, ban jayegi (2x)

Ab aayegi, aayegi jo ring bajegi
Sa re ga ma
Phone ke ander se phootega
Melodrama, melodrama (2x)

Baat baat pe aaya jab bhi
Na chaha to aur bhi aaya
Teri maa ka phone
Meri maa ka phone
Sab ki maa ka

Maa ka phone aaya
Maa ka phone aaya
Maa ka phone aaya
Maa ka teri (7x)
Maa

Phone jo bajta hai
Main vibrate karti hoon (4x)

Uski ghanti band hone

ka wait karti hoon (2x)

Tere sapnon walaa
mujhe tha kiss karne walaa
Toone taang ada ke mamma
Paap yeh kyun kar dala

Aaye tujhe bhi nani maa ka phone
Maa ki maa ka
Main bolu jo bolu toh phir
Chaalu hoga hungama

Mother's day ho jaayega

Main bolu jo bolu toh phir
Chaalu hoga hungama
Bhar bhar ke lo, bhar bhar ke lo
Melodrama, melodrama
Lakh baar smajhaya phir bhi
Galat galat moment pe aaya
Teri maa ka phone
Meri maa ka phone
Sab ki maa ka

Maa ka phone aaya
Maa ka phone aaya
Maa ka phone aaya
Maa ka teri (7x)