luute koii man kaa nagar ban ke meraa saathii - (2)kaun hai vo, apanon men kabhii, aisaa kahiin hotaa hai,ye to badaa dhokhaa hailuute koii(yahiin pe kahiin hai, mere man kaa chornazar pade to ba_iyaan duun marod ) - (2)jaane do, jaise tum pyaare ho,vo bhii mujhe pyaaraa hai, jiine kaa sahaaraa hai
dekho jii tumhaarii yahii batiyaan mujhako hain tadapaatiinluute koii(rog mere jii kaa, mere dil kaa chainsaanvalaa saa mukhadaa, usape kaare nain ) - (2)aise ko, roke ab kaun bhalaa,dil se jo pyaarii hai, sajanii hamaarii haikaa karuun main bin usake rah bhii nahiin paatiiluute koii