London Paris Ghoom Ke Dekhe, Dilbar Ek Se Ek Lyrics - Parivar | Usha Timothy | Mukesh
in Movies
Watch the Video
Song Information
London paris ghoom ke dekhe, dilbar ek se ek song is from Parivar (1968) and it is sung by Usha Timothy and Mukesh.It stars Jeetendra and Nanda in leading roles. This song is penned by Gulshan Bawra and composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. It is produced by Keval P. Kashyap. This song was released on 01 Jan 1968.
Lyrics
london paris ghum ke dekhe dilbar ek se ek
london paris ghum ke dekhe dilbar ek se ek
dilwalo ki dilli me mere dil ko lagi hai break
hua dil dilli wali ka hua dil dilli wali ka
mukhde pe tere ae dilbar lal kile ki lali hai
mukhde pe tere ae dilbar lal kile ki lali hai
jamuna ki jaise lahar chale yu chal teri matwali hai
chandni chowk ki chandani hai tu dil bhi tera hai nek
dilwalo ki dilli me mere dil ko lagi hai break
hua dil dilli wali ka hua dil dilli wali ka
dekh ke ye jungle mungle lahko hi dil kho baithe
dekh ke ye jungle mungle lahko hi dil kho baithe
jo bhi aaye dil lene wo dilli ke hi ho baithe
wo dilli ke hi ho baithe
mail sabhi ke man ka dho de india gate ka ye lake
dilwalo ki dilli me tere dil ko lagi hai break
hua tu dilli wali ka hua tu dilli wali ka
london paris ghum ke dekhe dilbar ek se ek
dilwalo ki dilli me mere dil ko lagi hai break
hua dil dilli wali ka hua tu dilli wali ka