लोकडाउन दुआ lockdown duaa song is sung by and . Record label of this song is Frame Phaad Productions. This song is penned by and composed by . It is produced by MJ Mukesh Jain. This song was released on 01 Jun 2020.
Music Consultant & Digital Partner :- F1 Digitals
Contact : +91 7300000377, 9780640007
Copyright : Frame Phaad Productions (All Rights reserved)
New Hindi Song 2020 | Lockdown Duaa - Harry Rana ft Prbh Raja | Latest Hindi Song 2020
Singer - Harry Rana
Ya maula
Toote hue lamho ko aas teri
Zakhmi dilo ko talaash teri
Mujhe maloom hai
Tu sunta hai har baat meri
Isi liye to dil karta hai
Har waqt fariyaad teri

Yaa khuda mere rehnuma
Tu hi bata mai jau kaha
Yaa khuda mere rehnuma
Tu hi bata mai jau kaha
Sooni sooni hai teri galiya
Soona soona hai sara jahaan
Sooni sooni hai teri galiya
Soona soona hai sara jahaan
Ye waqt hai jo bhi guzar jayega
Halaat aise hai samajh aayena

Kar duaa duaa duaa qabool
Duaa duaa duaa qabool
Kar duaa qabool duaa qabool
Duaa qabool ali ali ali..
Duaa qabool duaa qabool
Duaa qabool

Hai dharti aakash ke khuda
Ab insaan se ho tu judaah
Kyu chalte firte raaston
Mei sannate chha rahe hai
Maanav ek nahi hai hazaron
Mahmari se marte jaa rahe hai
Aisa kyun mujhe hai lag raha
Din ant ke paas mein aa rahe
Pet khana bhi nahi kha rahe
Bhukhe hi soye jaa rahe
Kaiyo ki ud gai hai neende
Raato ko so nahi paa rahe
Doctor police karmchari
Ab chain se nahi jee paa rahe
Ae khuda ab tu hi bata
Kyun aise aafat aayi hain
Bad rahi hai kyu tabaahi aye
Mahamaari se bachne ke liye
Ban rahi hai na koi dawaai ae
Ab tuhi bata kyu tera
Ye krodh badh raha hain
New version dhartu yah
Update kar raha hai
Hame pata hai iss musibat
Hal bhi tu dikhayega
Batak rahe insaan ko
Sahi raaste pe le ayega
Is burre vkt ke baad
Achhe din bi tu dikhayega
Ab karda maaf tu unko
Jinka koina kasoor
Kar duaa meri qabool
Kar duaa meri qabool
Kar duaa meri qabool

Hai duniya ko darkaar teri
Har bar teri har bat teri
Hai duniya ko darkaar teri
Har bar teri har bat teri
Mujhe maloom hai tu sunta hai
Har baat meri har baat meri
Mujhe maloom hai tu sunta hai
Har baat meri har baat meri
Chehre pe hasi sabke tu layega
Pehle ki taraha sab kuch ho jayega

Kar duaa duaa duaa qabool
Duaa duaa duaa qabool
Kar duaa qabool duaa qabool
Duaa qabool ali ali ali..
Duaa qabool duaa qabool
Duaa qabool

Jaise har kaali raat ke baad
Sawera zaroor aata hai
Waise har qayamat ke baad
Teri rehmato ko baadal baras jata hai
Baras jata hai baras jata hai.