Live out loud song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Kamal Kumar Barjatya, Rajkumar Barjatya, Ajit Kumar Barjatya. This song was released on 24 Dec 2010.
We live out loud, we live out loud
Kabhi tu tikhi tikhi si kabhi tu mithi mithi si
Kabhi ho chatpat, kabhi tej nadi ki lehro si
Kabhi tej aditi mehru si
Kya hai kya hai tu kya hai,
Kahde kahde na tu kya hai
Kaisa confusion ye uljhan hai kaisi
Thodi si silbali thodi albeli
Puchle tu paheli hoon main
Mast hawaye hai jiski
Paheli puchle tu paheli hoon main
Lol live out loud, lol live out loud


Aati jati sanso me jagi jagi ik lay si hai
Kal tak tu sabke jaisi thi aaj tu apne jaisi hai
Tere piche hai duniya tu ye jane ya na jane
Rang hawa ka sab hai tere hi diwana
Kabhi tu ready ready si, kabhi tu soni soni si
Kabhi chamk damak, kabhi namak namak
Kabhi chahat jagati pariyo si
Kya hai kya hai tu kya hai,
Kahde kahde na tu kya hai
Kaisa confusion ye uljhan hai kaisi
Taaro se bhari bhari hatheli
Meri puchle tu paheli hoon mai
Har pal nayi si hu main nayi
Naveli puchle tu paheli hoo main


Ek ladki thi jiska dil khushiyo se aise darta tha
Simple si bato ke geet dhak dhak karta tha
Dhundho jara dhundho to vo ladki gayi kidar
Aankhe kya padh li ye duniya gayi badal
Kabhi tu shy shy si, kabhi tu hi fi si
Kabhi dur tu, kabhi paas paas
Kabhi lagti hai sabse khas
Kya hai kya hai tu kya hai,
Kahde kahde na tu kya hai
Kaisa confusion ye uljhan hai kaisi
Haath na aau kabhi aisi hamjholi
Puchle tu paheli hu mai
Sabse hu milti julti sabme
Akeli puchle tu paheli hoon main
Kabhi tu tikhi tikhi si
Kabhi tu mithi mithi si
Kabhi ho chatpat,
Kabhi tej nadi ki lehro si
Lol lol.