Likha na tumko khat kabhi song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Likha na tumko khat kabhi
Na ikraar kiya humne
Dil hi dil mein aaj tak
Tumse pyaar kiya humne


Likha na tumko khat kabhi
Na ikraar kiya humne
Likha na tumko khat kabhi
Na ikraar kiya humne
Dil hi dil mein aaj tak
Haan dil hi dil mein aaj tak
Tumse pyaar kiya humne
Likha na tumko khat kabhi
Na ikraar kiya humne
Dil hi dil mein aaj tak
Dil hi dil mein aaj tak
Tumse pyaar kiya humne
Likha na tumko khat kabhi
Na ikraar kiya humne


Ye pyaar kyaa hain
Aakhir puchho to humse
Tum pe hi marte aaye
Har ik janam se
Kuch to sila mil jaaye
Apni wafa ka
Mar jaayenge hum warna
Ab to kasam se
Hardin harpal harghadi
Hardin harpal harghadi
Intazaar kiya humne
Likha na tumko khat kabhi
Na ikraar kiya humne
Likha na tumko khat kabhi
Na ikraar kiya humne


Dil ne mulakaat ke kuch
Sapne sajhaye
Maana ab tak jhubaan se
Hum kehana paaye
Lekin ye sach hain ki jab se
Chaha hain tumko
Jeene ki chahat apni
Badhati hi jaaye
Jo kuch bhi is dil mein hain
Jo kuch bhi is dil mein hain
Ab izhaar kiya humne
Likha na tumko khat kabhi
Na ikraar kiya humne


Likha na tumko khat kabhi
Na ikraar kiya humne
Dil hi dil mein aaj tak
Haan dil hi dil mein aaj tak
Tumse pyaar kiya humne
Likha na tumko khat kabhi
Na ikraar kiya humne
Likha na tumko khat kabhi
Na ikraar kiya humne
Na ikraar kiya humne
Na ikraar kiya humne.