Chehra tumhara dil mein song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Chehra tumhara dil mein
Jis din se utar gaya aa
Chehra tumhara dil mein
Jis din se utar gaya
Yun lagta zindagi ka
Har lamha sanwar gaya
Chehra tumhara dil mein
Jis din se utar gaya
Chehra tumhara dil mein
Jis din se utar gaya aa
Yun lagta zindagi ka
Har lamha sanwar gaya
Chehra tumhara dil mein


Tum leke aaye chahate
Mere dil ki raah mein
Sadiyon ka pyaar mil gaya
Teri ek nigahon mein
Tum leke aaye chahate
Mere dil ki raah mein
Sadiyon ka pyaar mil gaya
Teri ek nigahon mein
Paaya tumhein to paayi
Aur ik zindagi
Paaya tumhein to paayi
Aur ik zindagi
Tanhaai thi jis mein
Woh mausam gujar gaya
Tanhaai thi jis mein
Woh mausam gujar gaya
Yun lagta zindagi ka
Har lamha sanwar gaya
Chehra tumhara dil mein


Deewana ho raha hoon main
Tumhein dekh dekh kar
Dil par khumaar chha raha
Meri jaan is kadar
Deewana ho raha hoon main
Tumhein dekh dekh kar
Dil par khumaar chha raha
Meri jaan is kadar
Ab main jahan bhi dekhu
Aate ho tum nazar
Ab main jahan bhi dekhu
Aate ho tum nazar
Keetana haseen manzar
Aankhon mein taher gaya
Keetana haseen manzar
Aankhon mein taher gaya
Yun lagta zindagi ka
Har lamha sanwar gaya
Chehra tumhara dil mein
Jis din se utar gaya aa


Chehra tumhara dil mein
Jis din se utar gaya aa
Yun lagta zindagi ka
Har lamha sanwar gaya
Chehra tumhara dil mein.