Lauta de mujhko song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 13 Mar 2015.
Lauta de mujhko phir koi wo gaaon wo savera
Lauta de mujhko phir koi wo gaaon wo savera
Ab yaad aa raha hai bhula hua woh chehra
Ab tujhko dhundhu main kahaan
Milta nahi woh aashiyaan
Ab tujhko dhundhu main kahaan
Milta nahi woh aashiyaan


Natkhat si ek ladki kaagaz ki kashti lekar
Baarish mein bhigati thi mujhko bhi bhigoti thi
Aaye jo phir wo baarish teri yaad lekar aaye
Paagal ye mere dil ko bechain karke jaaye
Ab tujhko dhundhu main kahaan
Milta nahi woh aashiyaan
Ab tujhko dhundhu main kahaan
Milta nahi woh aashiyaan


Bachpan ka pyaar mera
Khoya tha yahi ek din
Gar pyaar mein kashish hai
Do dil milenge ek din
Mere yaar se mila de khuda
Ehsaan hoga tera
Ab yaad aa raha hai
Bhula hua woh chehra
Ab tujhko dhundhu main kahaan
Milta nahi woh aashiyaan
Ab tujhko dhundhu main kahaan
Milta nahi woh aashiyaan


Lauta de mujhko phir koi wo gaaon wo savera
Lauta de mujhko phir koi wo gaaon wo savera
Ab yaad aa raha hai bhula hua woh chehra
Ab tujhko dhundhu main kahaan
Milta nahi woh aashiyaan
Ab tujhko dhundhu main kahaan
Milta nahi woh aashiyaan.