Laga laga jhulaniya ka dhakka song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by K Z Seth, Madan Chopra. This song was released on 01 Jan 2006.
Laga rey laga rey
laga rey laga laga
O laga laga dulhaniya ka dhaka
Balam calcutta pahunch gaye
Balam calcutta pahunch gaye


O kata kata
Aisa kata nazariya se aaka
Balam calcutta pahunch gaye
Balam calcutta pahunch gaye


Arma rah gaye dil me dil ke
Kuch bhi na paya unse mil ke
Arma rah gaye dil me dil ke
Kuch bhi na paya unse mil ke
Vo khiladi the anadi
Vo khiladi anadi ban gaye
Maine mara o maine mara
O chhke pe chhka
Balam calcutta pahunch gaye
Balam calcutta pahunch gaye


O laga laga dulhaniya ka dhaka
Balam calcutta pahunch gaye
Balam calcutta pahunch gaye


Usne chaha dedu dhokha
Hamne socha ye hai mauka
Usne chaha dedu dhokha
Hamne samjha ye hai mauka
Tum na jao abhi aao
Najar aao hamari gali rey
Maine aisa maine aisa
Pidaya hai mathaka
Balam calcutta pahunch gaye
Balam calcutta pahunch gaye


O laga laga dulhaniya ka dhaka
Balam calcutta pahunch gaye
Balam calcutta pahunch gaye


Hum to ban un ke ban jayege
Din me taare dikh layege
Hum to ban un ke ban jayege
Din me taare dikh layege
O deewane kya jane
O deewane kya jane
Maine mara vo dhaka
Balam calcutta pahunch gaye
Balam calcutta pahunch gaye


O laga laga dulhaniya ka dhaka
Balam calcutta pahunch gaye
Balam calcutta pahunch gaye.