Ladka Mamuli Sa Lyrics - Shyamoli Sanghi
in Album Songs
Watch the Video
Song Information
Ladka mamuli sa song is sung by Shyamoli Sanghi. Record label of this song is Zee Music Company. The music of this song is composed by Ravi Singhal. This song was released on 20 Nov 2019.
Director: Gautam G Sharma
Performed By: Budapest Symphony Orchestra
Conductor: Sándor Balogh
Mix and Master: Eric Pillai (Future Sound of Bombay)
Orchestra manager: Rebeka Drahos
Lyrics
Na Khaab Tha Wo Na Khoob Tha
Wo Khaas Bhi Toh Nahi
Dekha Jise Maine Bewajah
Kyun Kho Gaya Hai Kahin
Jaise Khuda Ki Ho Gazal
Jaise Wafa Ki Ho Pehal
Wo Chaaw Jaisa Wo Gaao Jaisa
Ladka Mamuli Sa Dar-Asal
Darga Ho Jaisa Humnaav Ho Jaisa
Ladka Mamuli Sa Dar Asal
Sawara Bawara Gawara Sa
Sufi Kalaamon Sa Beparvah Tha Wo
Jaise Ho Mera Hi Saaya
Aankho Se Aankho Ko Sajda Huya Toh
Maine Mein Khoya Wo Paaya
Jaanu Na Chahun Kya Bheegi Si
Hawayon Mein Kya
Baagon Mein Hai Baaki Si Jo Dil Mein Hai
Na Rangeen Na Rangi Yaado Kie Irrado Se Jo
Yunhi Behki Behki Jhoome Hai
Jo Tha Beejo Sa Laga
Zaroori Cheezon Sa Laga
Ehsaas Ho Jaisa, Aabhaas Jaisa
Ladka Mamuli Sa Har Jagah
Hai Chaav Jaisa, Hai Gaao Jaisa
Ladka Mamuli Sa Har Jagah
Mere Khayalon Ka Deke Udane Wo
Jaane Le Jata Hai Kahan
Uske Hawale The, Uske Hawale Hain
Mere Toh Dono Ye Jahan
Befikar, Befikar Duniya Se Jamane Se
Main Apni Dhun Apni Lay Mein Rehti Hu
Hoga Jo Mera Ek Din Mil Jayega Mujhko
Khud Ki Khud Ko Har Par Kehti Hu
Main Toh Usi Ka Hu Zikar
Ho Meri Baaton Ka Asar
Jo Mera Saya Ho, Jo Sang Aya Ho
Ladka Mamuli Sa Humsafar
Wo Chaaw Jaisa Wo Gaao Jaisa
Ladka Mamuli Sa Humsafar