Kyun hota hai dil deewana song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Anil Kapoor. This song was released on 10 Jul 2009.
Pal pal koi pagal pan kyun hota hai
San san yeh tan dhak
Dhak mann kyun hota hai


Hoo pal pal koi pagal
Pan kyun hota hai
Haaan san san yeh tan
Dhak dhak mann kyun hota hai
Kyun rang naye lagthe hai
Kyun dhang naye lagthe hai
Kyun aaise mehak jathe hai
Kyun aang naye lagthe hai


Koi yeh na jana
Kyun hota hai dil deewana
Kyun hota hai dil deewana
Koi yeh na jana
Haann...


Kyun jagthe aankhon
Mein khwab aate hai
Kyun mein gaoon tho
Yeh patar bhi gathe hai
Kyun lagthe hai ujle ujle
Yeh din saare
Kyun sham ko dil mein
Deepak si jal jathe hai
Kyun raath pigal jathi hai
Kyun koi ghata chati hai
Kyun dil karta hai tamanna
Kyun neend nahi aati hai


Koi yeh na jana
Kyun hota hai dil deewana
Kyun hota hai dil deewana
Koi yeh na jana
Haann...


Kyun honto pe ek naam
Hamesha rehta hai
Kyun sach lagtha hai sab
Woh jo bhi kehta hai
Kyun aarmano ki barish si hoti hai
Kyun sapno ka dariya sa
Kuch behta hai
Kyun chal behak jathe hai
Kyun saans lekh jathi hai
Kyun jal uthe hai tan mann
Kyun aaj dehak jathi hai


Koi yeh na jana
Kyun hota hai dil deewana
Kyun hota hai dil deewana
Koi yeh na jana
Haann...


Pal pal koi pagal pan kyun hota hai
San san yeh tan dhak
Dhak mann kyun hota hai
Kyun rang naye lagthe hai
Kyun dhang naye lagthe hai
Kyun aaise mehak jathe hai
Kyun aang naye lagthe hai


Koi yeh na jana
Kyun hota hai dil deewana
Kyun hota hai dil deewana
Koi yeh na jana


Koi yeh na jana
Kyun hota hai dil deewana
Kyun hota hai dil deewana
Koi yeh na jana
Koi yeh na jana
Kyun hota hai dil deewana
Kyun hota hai dil deewana
Koi yeh na jana.