Kya se kya song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . It is produced by Mekaal Hasan. This song was released on 14 Dec 2007.
Kya se kya bana diya ehsaas hai na
Farishta tha main shaitan bana diya


Thi ek khwaahish meri bhi toh
Gham saare lelo khushi ab mujhe do
Teri kabhi maine na maani
In minnaton ki kadar na jaani
Maan ke chalne wale bahut the
Phir kyun hissa bana diya
Usko bhi kaayanat
Kyun yeh jahaan bana diya


Yeh baar socha ke kar jaunga
Socha nahin tha ke mar jaunga
Aakhari saans tak ladta raha main
Jaane yeh kya karta raha main
Ab jab kuchh bhi nahi raha hain
Mujhko kyun iska gham hua hain
Izzar yeh shohrat yeh paisa mera
Sab kuch iss duniya mein toh raha hain


Kya se kya bana diya ehsaas hai na
Farishta tha main shaitan bana diya.