Kya roop he tera, kya rang he teraKya roop he tera, kya rang he teraTu gazab ki chij sanamTujko to paane ke khatirKuch bhi kar jaayenge humKya roop he tera, kya rang he teraKya roop he tera, kya rang he teraTu mera maheboob sanamTujko to paane ke khatirKuch bhi kar jaayenge humJhulfe resham teri, chahera tera khubJaise badlo se chal ke aai dhoopChahe jitna bhi tu mujse ho anjaanKhusbu de deti he phoolo ki pahechan haayTere badan ki daali masti me laherayeTere gore tan pe chanda bhi sarmayeBadle saara aalam jab loo tera naamTera saath hai jaise ho rango ki shaamKya roop he tera, kya rang he teraKya roop he tera, kya rang he tera
Tu mera maheboob sanamTujko to paane ke khatirKuch bhi kar jaayenge humSangam saat sooro ka tere sath lageTu hai rim zim saawan ye ahesaas lageTeri ek aahat se mann mera jhoomeJaise subha ki kirne dharti ko chumeTere khatir mera ye deewaana panSahil se takraye jaise lahero ka daamanTere aajane se armaan khil jaayeNadi koi sagar me jaise mil jaayeKya roop he tera, kya rang he teraKya roop he tera, kya rang he teraTu gazab ki chij sanamTujko to paane ke khatirKuch bhi kar jaayenge humKya roop he tera, kya rang he teraKya roop he tera, kya rang he teraTu mera maheboob sanamTujko to paane ke khatirKuch bhi kar jaayenge humKuch bhi kar jaayenge hum.