Kya Husn Hai Lyrics - Amit Kumar

1983

Lyrics

oye tauba oye tauba oye tauba kya aawaaz hai
hey hey ho ho
kya husn hai kya umrr hai kya naaj hai
oye tauba oye tauba kya aawaaj hai
kya husn hai kya umrr hai kya naaz hai
oye tauba oye tauba kya aawaaz hai
kya husn hai
na sur na taal jaruri hai na bol na chaal jaruri hai
na sur na taal jaruri hai na bol na chaal jaruri hai
bas ek kamaal jaruri hai yeh solwa saal jaruri hai
solave saal ka dekho kya andaaj hai
kya husn hai kya umrr hai kya naaz hai
oye tauba oye tauba kya aawaaz hai kya husn hai
ladki hai ya saarangi hai saarangi nahi naarangi hai
saarangi naarangi
ladki hai ya saarangi hai saarangi nahi naarangi hai
ik rang nahi satrangi hai oy jaisi bhi hai changi hai
khula nahi jo ab tak yeh woh raaz hai
kya husn hai kya umrr hai kya naaz hai
oye tauba oye tauba kya aawaaz hai kya husn hai
yeh kehne se kab gaati hai jab gaati hai tab gaati hai
yeh kehne se kab gaati hai jab gaati hai tab gaati hai
thumri thumri sab gaati hai khush hoti hai jab gaati hai
ab yeh kaise gaaye abb naraaz hai
kya husn hai kya umrr hai kya naaj hai
oye tauba oye tauba kya aawaaz hai
oye tauba oye tauba kya aawaaz hai
oye tauba oye tauba kya aawaaz hai
oye tauba oye tauba kya aawaaz hai
oye tauba oye tauba kya aawaaz hai
o soniyo o makhana o aaja o aaja