Kya dil ne kaha (title) song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by G. A. Sheshagiri Rao. This song was released on 28 Jun 2002.
Kya dil ne kaha
Kya dil ne kaha kya tumne suna
Palke jhuki hai saanse ruki hai
Koi hame pukare
Anjani raahe thame hai baahe
Ham hi nahi hamare oh yara
Kya dil ne kaha kya tumne suna
Kya dil ne kaha kya tumne suna
Milate bichhadte yu chalte chalte
Ham ho gaye tumhare
Kaisa asar hai ham bekhabar hai
Badle hai ye sitare oh yara
Kya dil ne kaha kya tumne suna
Kya dil ne kaha kya tumne suna


Tanha tanha jite the
Khud se baate karte the
Tum sa koi mil jayega
Dil pe likhte rehte the
Tanha tanha jite the
Khud se baate karte the
Tum sa koi mil jayega
Dil pe likhte rehte the
Dil pe ye likhte rehte the
Najare churana lage
Suhana bali umar hai jana
Oh yara kya dil ne
Kaha kya tumne suna
Jo dil ne kaha ha maine suna


Oh mai to bhanwra hu
Sorry kaliyo ki karta chori
Bandhe kyun prit ki
Dori rehne de thodi duri
Mai to bhanwra hu sorry
Kaliyo ki karta chori
Baandhe kyun prit ki
Dori rehne de thodi duri
Rehne de thodi si duri
Are teri to jane maine hai
Baandhe saato janam ke dhage
Oh yara kya dil ne
Kaha kya tumne suna
Jo dil ne kaha ha maine suna
Palke jhuki hai saanse ruki
Hai koi hame pukare
Anjani raahe thame hai
Baahe ham hi nahi hamare
Oh yara kya dil ne
Kaha kya tumne suna
Jo dil ne kaha ha maine suna.