Kya cheez yeh mohabbat song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Raju Mavani. This song was released on 11 Sep 1992.
Kya cheez hain mohabbat yeh,
Zara hume bhi samjhana
Kya cheez hain mohabbat yeh,
Zara hume bhi samjhana
Dil puchta hain tumko pata hai
Dil puchta hain tumko pata hai
Yeh raaz kya hain hamko batlana
Kya cheez hain mohabbat yeh,
Zara hume bhi samjhana
Dil puchta hain tumko pata hai
Yeh raaz kya hain hamko batlana
Kya cheez hain mohabbat yeh,
Zara hume bhi samjhana


Tu hai hasi dil tujhpe aya hai
Tu apna bana le
Ankho mein apni main to
Ek sapna tu mujko sajale
Tu hai hasi dil tujhpe aya hai
Tu apna bana le
Ankho mein apni main to
Ek sapna tu mujko sajale
Ishq mohabbbat pyar is
Duniya ki rasme batlana
Kya cheez hain mohabbat yeh,
Zara hume bhi samjhana
Dil puchta hain tumko pata hai
Yeh raaz kya hain hamko batlana
Kya cheez hain mohabbat yeh,
Zara hume bhi samjhana


Dil ki kitab tune to padi hogi
Mujhko padade
Ankho ki bhasa maine to
Sikhi nahi mujhko sikhade
Dil ki kitab tune to padi hogi
Mujhko padade
Ankho ki bhasa maine to
Sikhi nahi mujhko sikhade
Ched ke dil ka tar kabhi
Tu yar mere na tadpana
Kya cheez hain mohabbat yeh,
Zara hume bhi samjhana
Dil puchta hain tumko pata hai
Yeh raz kya hai hamko batlana
Kya cheez hain mohabbat yeh,
Zara hume bhi samjhana


Thahro zara tumko pada dungi
Main kachi nahi hoon
Main pyar karna
Pal mein sikhadungi
Main kachi nahi hoon
Thahro zara tumko pada dungi
Main kachi nahi hoon
Main pyar karna
Pal mein sikhadungi
Main kachi nahi hoon
Badi inayat yar tumko
Man gaya hai deewana.