Kya baat hain song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Amit Kumar, Sangeetha Pictures. This song was released on 01 Jan 2018.
Kya baat hain tu saath hain
Kya baat hain tu saath hain
Are bolo dil kya kehta hai
Dil kehta hai dil ke andar
Ek deewana rehta hai
Kya baat hain tu saath hain
Kya baat hain tu saath hain
Yeh dhadkan kya kehti hai
Is dhadkan mein ek deewani
Aati jaati rehti hai
Kya baat hain tu saath hain
Kya baat hain tu saath hain


Bolo bhala saawan
Ka mausam kab aata hai
Jab tu zulfein khole
Saawan tab aata hai
Ab yeh bataa mere saathiya
Kyun kangna khan khan karta hai
Mujhko bhi toh lagta hai ke
Yeh bhi jaanam jaanam kehta hai
Kya baat hain tu saath hain
Kya baat hain tu saath hain


Charno mein kyun hoti
Hai bharpoor rawaani
Are pyar mein jaise hoti
Hai betaab jawaani
Kuch uljhan hai kuch tadpan hai
Kyun dil mein halchal hoti hai
Kehne sun ne mein kya hai
Yeh umar hi paagal hoti hai
Kya baat hain tu saath hain
Kya baat hain tu saath hain


Pyaar kise kehte hai
Tum khulkar samjaao
Achha jo puchhun
Mujhko sach sach batlaao
Kya neend nahi aaye
Haan neend nahi aaye
Kya chain nahi aaye
Haan chain nahi aaye
Khaana peena na suhaaye
Khaana peena na suhaaye
Meri yaad sataye teri yaad sataye
Kamaal hai kamaal hai
Are yahi toh mera bhi haal hai
Hum tum dono ka dil saajan
Pyaar se maala maal hai
Kya baat hain tu saath hain
Kya baat hain tu saath hain
Are bolo dil kya kehta hai
Dil kehta hai dil ke andar
Ek deewana rehta hai
Kya baat hain tu saath hain
Kya baat hain tu saath hain.