Kuch Na Kuch To Zuroor Lyrics - Jagjit Singh

1992

Lyrics

Kuchh na kuchh to zaroor hona hain
Kuchh na kuchh to zaroor hona hain
Saamna aaj unse hona hai
Kuchh na kuchh to zaroor hona hain
Kuchh na kuchh to zaroor hona hain
Samna aaj unse hona hai

Todo fainko rakho karo kuch bhi
Todo fainko rakho karo kuch bhi
Todo fainko rakho karo kuch bhi
Dil hamara hain kya khilona hain
Dil hamara hain kya khilona hain
Dil hamara hain kya khilona hain
Kuchh na kuchh to zaroor hona hain

Zindagi aur maut ka matlab
Zindagi aur maut ka matlab
Zindagi aur maut ka matlab
Tumko paana hain tumko khona hain
Tumko paana hain tumko khona hain
Tumko paana hain tumko khona hain
Kuchh na kuchh to zaroor hona hain

Ttna darna bhi kya hain duniya se
Ttna darna bhi kya hain duniya se
Ttna darna bhi kya hain duniya se
Jo bhi hona hain wo to hona hain
Jo bhi hona hain wo to hona hain
Jo bhi hona hain wo to hona hain
Kuchh na kuchh to zaroor hona hain

Uth kay mehfil se mat chale jana
Uth kay mehfil se mat chale jana
Uth kay mehfil se mat chale jana
Tumse roshan yeh kona kona hai
Tumse roshan yeh kona kona hai
Tumse roshan yeh kona kona hai
Kuchh na kuchh to zaroor hona hain.