Har Gosha Gulistan Tha Lyrics - Jagjit Singh

1992

Lyrics

Har gosha gulista tha
Kal raat jahan main tha
Har gosha gulista tha
Kal raat jahan main tha
Ek jasn-e-bahara tha
Kal raat jahan main tha
Har gosha gulista tha
Kal raat jahan main tha

Nagmen the hawao mein
Jadu tha fizaao mein
Nagmen the hawao mein
Jadu tha fizaao mein
Har saans ghazalfan tha
Kal raat jahan main tha
Har gosha gulista tha
Kal raat jahan main tha

Dariya-e-mohabbat mein
Kasthi thi jawaani ki
Dariya-e-mohabbat mein
Kasthi thi jawaani ki
Jazbaat ka toofan tha
Kal raat jahan main tha
Har gosha gulista tha
Kal raat jahan main tha

Mahtab tha baaho mein
Jalwe the nigaaho mein
Mahtab tha baaho mein
Jalwe the nigaaho mein
Har sint charagan tha
Kal raat jahan main tha
Har gosha gulista tha
Kal raat jahan main tha.