Koi Sehri Babu Lyrics - Loafer | Mumtaz | Dharmendra | Raaj Kumar | Asha Bhosle
in Movies
Watch the Video
Song Information
Koi sehri babu song is from Loafer (1973) and it is sung by Asha Bhosle.It stars Mumtaz, Dharmendra, Raaj Kumar, Anil Dhawan in leading roles. This song is penned by Anand Bakshi and composed by Laxmikant Pyarelal. It is produced by R.C. Kumar. This song was released on 12 Mar 1973.
Lyrics
Pag bandh gaya ghunghroo
Main chham chham nachdi phiran
Koi sehri babu, dil lehri babu haaye re
Pag bandh gaya ghunghroo
Main chham chham nachdi phiran
Main to chaloon haule haule
Phir bhi man dole
Haaye ve mere Rabba main ki karaan
Main chham chham nachdi phiran
Koi sehri babu, dil lehri babu haaye re
Pag bandh gaya ghunghroo
Main chham chham nachdi phiran
Panghat pe main kam jaane lagi
Natkhat se main sharmane lagi
Panghat pe main kam jaane lagi
Natkhat se main sharmane lagi
Dhadkan se main ghabrane lagi
Darpan se main katrane lagi
Man khaye hichkole
Aise jaise naiya dole
Haaye ve mere Rabba main ki karaan
Main chham chham nachdi phiran
Koi sehri babu, dil lehri babu haaye re
Pag bandh gaya ghunghroo
Main chham chham nachdi phiran
Sapnon mein chori se aane laga
Raaton ki nindiya churane laga
Sapnon mein chori se aane laga
Raaton ki nindiya churane laga
Nainon ki doli bitha ke mujhe
Leke bohat door jaane laga
Mere ghoonghta ko khole
Meethe meethe bol bole
Haaye ve mere Rabba main ki karaan
Main chham chham nachdi phiraan
Koi sehri babu, dil lehri babu haaye re
Pag bandh gaya ghunghroo
Main chham chham nachdi phiran