Kitni jaldi yeh mulaqat guazar song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Shashilal K. Nair, S.M. Arif. This song was released on 01 Sep 1992.
Kitni jaldi yeh mulakat gujar jati hai
Kitni jaldi yeh mulakat gujar jati hai
Pyas bujhti nahin
Pyas bujhti nahin barsat gujar jati hai
Kitni jaldi yeh mulakat gujar jati hai
Kitni jaldi yeh mulakat gujar jati hai
Pyas bujhti nahin
Pyas bujhti nahin barsat gujar jati hai
Kitni jaldi yeh mulakat gujar jati hai
Kitni jaldi yeh mulakat gujar jati hai


Maine tujhse teri
Ek cheez chhupa rakhi hai
Maine tujhse teri
Ek cheez chhupa rakhi hai
Apne dil mein
Teri tasveer laga rakhi hai
Meri tanhayi tere sath gujar jati hai
Kitni jaldi yeh mulakat gujar jati hai
Kitni jaldi yeh mulakat gujar jati hai


Kuchh dino se to main
Bechain bada raheta hoon
Kuchh dino se to main
Bechain bada raheta hoon
Us jagah tham ke dil
Pahero khada raheta hoon
Jis jagah se koi barat gujar jati hai
Kitni jaldi yeh mulaqat gujar jati hai
Kitni jaldi yeh mulaqat gujar jati hai


Apni yaado se kaho
Is tarah aaya na kare
Apni yaado se kaho
Is tarah aaya na kare
Waqt bewaqt mujhe
Aake sataya na kare
Waqt bewaqt mujhe
Aake sataya na kare
Neend bhi aati nahin,
Neend bhi aati nahin
Aur raat gujar jati hai
Kitni jaldi yeh mulaqat gujar jati hai
Kitni jaldi yeh mulaqat gujar jati hai
Pyas bujhti nahin
Pyas bujhti nahin barsat gujar jati hai
Kitni jaldi yeh mulakat gujar jati hai
Kitni jaldi yeh mulakat gujar jati hai
Pyas bujhti nahin
Pyas bujhti nahin barsat gujar jati hai
Kitni jaldi yeh mulakat gujar jati hai
Kitni jaldi yeh mulakat gujar jati hai.