LyricsTashan

Kitni Haseen Hai Lyrics - Yeh Nazdeekiyan | Shabana Azmi | Parveen Babi | Marc Zuber | Asha Bhosle

in Movies

Watch the Video

Song Information

Kitni haseen hai song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Vinod Pande. This song was released on 01 Jan 2018.

Lyrics

Ho kitni hasin hain nashili nashili
Yeh nazdikiyan yeh nazdikiyan
Baahon mein baahein saanson
Mein saansein nazron mein nazrein
Ho kitni hasin hain nashili nashili
Dhimi dhimi aahatein
Dhima dhima sa suroor
Aap hon jo saath mein
Kuch na chaahiye huzoor
Ho dhimi dhimi aahatein
Dhima dhima sa suroor
Aap hon jo saath mein
Kuch na chaahiye huzoor
Koi chaah baaki nahin haan
Itna kehna hai zuroor
Ho paas hon ya door ho na
Chhodiye na chhodiye
Yeh nazdikiyan yeh nazdikiyan
Baahon mein baahein
Saanson mein saansein
Nazron mein nazrein
Ho kitni hasin hain
Nashili nashili


Mehki mehki chandni si
Yeh hamari prit hai
Har ghadi hon saath hum
Aisi nahin koi rit hai
Mehki mehki chandni si
Yeh hamari prit hai
Har ghadi hon saath hum
Aisi nahin koi rit hai
Chaahe jahan bhi main
Rahoon sang mere mit hai
Ho kaise bhi hon faasle na
Kam hongi na kam hongi
Yeh nazdikiyan yeh nazdikiyan
Baahon mein baahein
Saanson mein saansein
Nazron mein nazrein
Ho kitni hasin hain nashili nashili
Yeh nazdikiyan yeh nazdikiyan
Yeh nazdikiyan yeh nazdikiyan.

Related Songs

More songs from Yeh Nazdeekiyan (1982)
More songs of Shabana Azmi
More songs of Parveen Babi
More songs of Marc Zuber
More songs of Asha Bhosle