Kismat (title) song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 03 Apr 1998.
Aaj subah akhbar mein
Maine apna horoscope pada
Usmein likha tha ki aaj meri
Ek sundar ladaki se mulakat hogi
I hope so


Kya hain kismat pyar mein
Dekha yeh akhbar mein
Likha sitaro mein ladaki hogi sath mein
Meraa dil hain deewana mil jaye nagina
Mere dil ne arman kiya hain
Din yeh suhana hain
Khona ya pana hain
Kismat kya khub likhaya tune hey


Dhundunga mein kahi toh milegi woh
Main ghar se nikla hu pane ko
Milegi mujhe dilruba
Main kismat ko leke chala
Kya hain kismat pyar mein
Dekha yeh akhbar mein
Likha sitaro mein ladaki hogi sath mein
Meraa dil hain diwana mil jaye nagina
Mere dil ne arman kiya hain
Din yeh suhana hain khona ya pana hain
Kismat kya khub likhaya tune hey


Rab jane ladaki woh kaisi ho
Ai dil mere aisi na waisi ho
Yeh saanso me kaun saj gaya
Yeh dhadkan ka taar baj gaya hey
Kya hain kismat pyar mein
Dekha yeh akhbar mein
Likha sitaro mein ladaki hogi sath mein
Meraa dil hain diwana mil jaye nagina
Mere dil ne arman kiya hain
Din yeh suhana hain khona ya pana hain
Kismat kya khub likhaya tune hey


Yeh dil ko mere kya huwa
Khayalo mein yeh kho gaya
Kya hain kismat pyar mein
Dekha yeh akhbar mein
Likha sitaro mein ladaki hogi sath mein
Meraa dil hain deewana mil jaye nagina
Mere dil ne arman kiya hain
Din yeh suhana hain khona ya pana hain
Kismat kya khub likhaya tune hey
Din yeh suhana hain khona ya pana hain
Kismat kya khub likhaya tune hey.