Kiska mahal hai kiska yeh ghar hai song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by D. Rama Naidu. This song was released on 24 May 1974.
Kiska mahal hai kiska ye ghar hai
Lagata hai ye koi sapna o sajana
Kiska mahal hai kiska ye ghar hai
Premanagar hai ye apna o rachana
Kiska mahal hai kiska ye ghar hai
Lagata hai ye koi sapna o rachana
Kiska mahal hai kiska ye ghar hai
Premanagar hai ye apna


Jaan-e-man jaan-e-jaan
Main kahaan tum kahaan
Jaan-e-man jaan-e-jaan
Main kahaan tum kahaan
Meri nazar hairaan hai
Ye aapka ehsaan hai
Maine maine banaaya tumne sajaaya
Premanagar hai ye apna o sajana
Kiska mahal hai kiska ye ghar hai
Lagata hai ye koi sapna


Kya kahu kya nahi
Taaj sa hai ye haseen
Kya kahu kya nahi
Taaj sa hai ye haseen
Taaj mahal to veeraan hai
Is mahal mein to mehmaan hai
Mujhako mujhako yaqeen hai
Ye sach nahi hai lagta hai ye koi sapana
O rachana
Kiska mahal hai kiska ye ghar hai
Lagata hai ye koi aapna
Premanagar hai ye apna
Premanagar hai ye apna.