Kisi Shayar Ki Ghazal, Dream Girl Lyrics - Dream Girl | Dharmendra | Hema Malini | Kishore Kumar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Kisi shayar ki ghazal, dream girl song is from Dream Girl (1977) and it is sung by Kishore Kumar.It stars Dharmendra and Hema Malini in leading roles. This song is penned by Anand Bakshi and composed by Laxmikant Pyarelal. It is produced by J.K. Behl, Jaya Chakravarthy, Gulshan Rai. This song was released on 14 Jan 1977.
Lyrics
dream girl, dream girl, dream girl
kisi shayar ki ghajal dream girl
kisi jhil kaa kanval dream girl
kahi to milegi, kabhi to milegi
aaj nahi toh kal dream girl, dream girl
kisi shayar ki ghajal dream girl
kisi jhil kaa kanval dream girl
kahi to milegi, kabhi to milegi
aaj nahi toh kal dream girl, dream girl
kisi shayar ki ghajal dream girl
simti gulabo me, lipti hijabo me
simti gulabo me, lipti hijabo me
khwaabo me aati hai, bhigi sharabo me
pas rahti hai woh pal do pal, kaun? dream girl
dream girl, kisi shayar ki ghajal dream girl
kisi jhil kaa kanval dream girl
jab dekhti hai wo, mai dhund lunga to
jab dekhti hai wo, mai dhund lunga to
shabnam ghata chandni ban jaati hain dosto
rang rup hai wo leti badal hey dream girl
dream girl, kisi shayar ki ghajal dream girl
kisi jhil kaa kanval dream girl
gham se bikhar jaaun, ji se gujar jaaunga
gham se bikhar jaaun, ji se gujar jaaunga
kya teri marji, bin dekhe mar jaaun
o kabhi parde se bahaar nikal hey dream girl
dream girl, kisi shayar ki ghajal dream girl
kisi jhil kaa kanval dream girl
kahi to milegi, kabhi to milegi
aaj nahi toh kal dream girl, dream girl
kisi shayar ki ghajal dream girl
kisi jhil kaa kanval dream girl