Kisi se jab pyar hua song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Vasant Desai. This song was released on 30 Jun 1988.
Dil mein tadap nash nash mein chuban
Janjal mera kya puchhe
Surat meri dekh sakhi
Ab hal mera kya puchhe
Kisi se jab pyar huya phir kya huya
Kisi se jab pyar huya yu laga
Koi kanta jigar ke par huya
Yu laga koi kanta jigar ke par huya
Bairi hath na aaye ye chubta hi jaye
Ke haye main mar gayi
Kisi se jab pyar huya yu laga
Koi kanta jigar ke par huya


Uska bhi kya dosh ke main hoon
Aisi hi khatti mithi
Sath baras ka bhudha bhi
Dekh bajaye siti mar gayi
Shehar ka ye rang huya
Shehar ka ye rang huya
Main jidhar ja nikli
Vo rasta dang huya
Main jidhar ja nikli
Vo rasta dang huya
Koi ungli marode
Hath koi tode ke
Hay main mar gayi
Shehar ka ye rang huya
Main jidhar ja nikli
Vo rasta dang huya


Tan ke sina lakh chalu
Par bat kahu ek sachi
Arey sunke sabhi phir tu bhi mujhe
Chahe kah le akal ki kachhi vo to ho hi
Dekho na kya kar gayi main
Dekho na kya kar gayi main
Jisko dekh ek jeena
Usipe mar gayi main
Ha jisko dekh ek
Jeena usipe mar gayi main
Lut gayi matwali main gajra wali
Ke haye main mar gayi
Dekho na kya kar gayi main
Dekho na kya kar gayi main
Dekho na kya kar gayi main
Jisko dekh ek jeena
Usipe mar gayi main
Jisko dekh ek jeena
Usipe mar gayi main
Jisko dekh ek jeena
Usipe mar gayi main.