Kisi nazar ka mast song is from and it is sung by .It stars Ashok Kumar, Geeta Bali and Sunder in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Kisi najar ka mast ishara hai zindagi
Is aasmaan ka tuta sitara hai zindagi
Kisi nazar ka mast ishara hai zindagi
Is aasmaan ka tuta sitara hai zindagi


Kya kastiya rahegi lahro se hoshiyar
Lahro se hoshiyar
Yu tute dil pe la ummido
Ke bekraar haye bekraar
Dariya ka ek bahta kinara hai zindagi
Is aasmaan ka tuta sitara hai zindagi
Kisi nazar ka mast ishara hai zindagi
Is aasmaan ka tuta sitara hai zindagi


Jina usi ka ho jo jiye aur ke liye
Jine usi ka ho jo jiye aur ke liye
Aanshu bhi mere nasheeb
Ke hans kar maine piye
Duniya ke liye khayal hai zindagi
Is aasmaan ka tuta sitara hai zindagi
Kisi najar ka mast ishara hai zindagi
Is aasmaan ka tuta sitara hai zindagi.