Kisi Haseen Yaar Ki Talash Hain Lyrics - Nishchaiy | Salman Khan | Vinod Khanna | Karisma Kapoor | Amit Kumar | Kavita Krishnamurthy
in Movies
Watch the Video
Song Information
Kisi haseen yaar ki talash hain song is from Nishchaiy (1992) and it is sung by Amit Kumar and Kavita Krishnamurthy.It stars Salman Khan, Vinod Khanna and Karisma Kapoor in leading roles. This song is penned by Qamar Jalalabadi and composed by Omkar Prasad Nayyar. It is produced by Bhappi Sonie. This song was released on 17 Jul 1992.
Lyrics
Kisi haseen yaar ki talash hain
Yahin to din hain pyar ke bahar ke
Ke mujhko mere pyar ki talash hain
Kisi haseen yaar ki talash hain
Kisi haseen yaar ki talash hain
Yahin to din hain pyar ke bahar ke
Ke mujhko mere pyar ki talash hain
Kisi haseen yaar ki talash hain
Kahi to aisa dil mile khuda kare
Ke mere dard-e-dil ki jo dava kare
Chahato ka haq woh yun ada kare
Umr bhar ka saath de wafa kare
Aisa dilruba mile to pyaar ho
Nazar nazar karaar ki talaash hain
Yahin to din hain pyar ke bahar ke
Ke mujhko mere pyar ki talash hain
Kisi haseen yaar ki talash hain
Zindagi ko jo meri sawar de
Jawan jawan shabab ki bahar de
Yaar mera aisa ho ke pyaar de
Jo main chahu mujhko baar baar de
He eee eee he eee ee ho ho oooooo
Nigah mein tere kahi sawayenga
Chand ban ke jo zamin pe aayenga
Labon ki pyaas lab se jo bujhayenga
Kya bataun kaisa lutf paayenga
Aise dil ruba mile to pyar ho
Nazar nazar karaar ki talaash hain
Yahin to din hain pyar ke bahar ke
Ke mujhko mere pyar ki talaash hain
Kisi hasin yaar ki talaash hain
Yahin to din hain pyar ke bahar ke
Ke mujhko mere pyar ki talaash hain
Kisi haseen yaar ki talaash hain.