Kis naam se pukaru song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Kis naam se pukaru
Kya naam hai tumhara
Kya naam hai tumhara
Kis naam se pukaru
Kya naam hai tumhara
Kya naam hai tumhara


Ek dusre ko hum
Tum jab jante nahi the
Pahchante nahi the
Ek dusre ko hum
Tum jab jante nahi the
Pahchante nahi the
Tum meri jindagi ka
Ban gaye sahara
Kya naam hai tumhara
Kis naam se pukaru
Kya naam hai tumhara
Kya naam hai tumhara


Aaye ho tum kaha se
Ho kis nagar ke wasi
Surat hai aasna si
Aaye ho tum kaha se
Ho kis nagar ke wasi
Surat hai aasna si
Hai har najar tumhari
Benaam sa ishara
Kya naam hai tumhara
Kis naam se pukaru
Kya naam hai tumhara
Kya naam hai tumhara


Hum ho gaye tumhare
Ab chod ke na jana
Dil tod ke na jana
Hum ho gaye tumhare
Ab chod ke na jana
Dil tod ke na jana
Sadme na sah sakega
Najuk hai dil hamara
Kya naam hai tumhara
Kis naam se pukaru
Kya naam hai tumhara
Kya naam hai tumhara.