Kis lamhe mein song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Anjum Rizvi, Aatef A Khan, K Asif. This song was released on 13 Sep 2013.
Ra bar ba ba..

Na raaz fash ye kabhi ho sakaa
Kab kya yahan ho jayega
Koyi nahi jaanta
Dariya hai bohat gehra na doobna
Kya kya hai chhipa isme tu pooch na

Ra bar ba ba..

Dariya hai bohat gehra na doobna
Kya kya hai chhipa isme tu pooch na
Har koyi yahan lutera maan ja
Chehare pe yahan chehara hai jaan ja

Ra bar ba ba..

Pata hai kab kise
Waqt ki saazishein
Nahi koyi bata sakaa
Na ho sake jis pe yakin
Ye kar dein aisi zindagi
Badal dein ik pal mein sama..
Kar na kisi pe koyi bharosa
Vaisa nahi woh jaisa hai socha
Har din hoga yahan kuch naya
Hai mat ho tu hairan

Dariya hai bohat gehra na doobna
Kya kya hai chhipa isme tu pooch na
Har koyi yahan lutera maan ja
Chehare pe yahan chehara hai jaan ja
Kis lamhe mein kya hai chhipa
Na raaz fash ye kabhi ho sakaa
Kab kya yahan ho jayega
Koyi nahi jaanta