Khwaja jaun main song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sanju Singh. This song was released on 23 Nov 2012.
Khwaji khwaji
Nazar hi jis pe teri
Us ka puchh na hi kya
Teri nazar hai khuda
Ki nazar garib nawaz
Teri nazar hai khuda
Ki nazar garib nawaz
Tumhari cheri huwi ke khwaja
Sau jage more bhag
Tumhi ek hi ho hamare balam
Tumhi se more sohag
Tumhi ek hi ho hamare balam
Tumhi se more sohag


Khwaja jau main tope wari re
Khwaja jau main tope wari re
Mori aisi chunar rang dari
O khwaja mori aisi
Chunar rang dari
Khwaja jau main tope wari re
Khwaja jau main tope wari re
Mori aisi chunar rang dari
O khwaja mori aisi
Chunar rang dari


Jab tak bika na tha
To koi puchhta na tha
Jab tak bika na tha
To koi puchta na tha
Tumne kharib kar mujhe
Anmol kar diya
Mori aisi chunar
Haye mori aisi chunar rang dari
Mori aisi chunar rang dari


Aisi rang di mori chunariya
Aisi rang di ho more khwaja
Aisi rang di mori chunariya
Dekhan aayi sari nagariya
Bhid lagi more aaganiya khwajaji
Bhid lagi more aagan ma
Sakhiya gayi balhari
Mori aisi chunar khwajaji
Mori aisi chunar rang dari
Mori aisi chunar rang dari


Rang ranga tumhe rahemani
Rang ranga aa aa aa
Rang ranga tumhe rahemani
Dar diya rahemad ka paani
Dhowat dhowat rang
Na chhuta khwajaji
Dhowat dhowat
Rang na chhuta
Biti umariya saari
Mori aisi chunar
Rang dari o khwaja
Mori aisi chunar rang dari
Mori aisi chunar
Rang dari khwajaji


Chari aur likha hai aftar
Chari aur likha hai aftar
Zumar ke charo kono per
Zumar ke charo kono per
Kal mein taiyyb se
Roshan hai khwajaji
Khwajaji kal mein
Taiyyb se roshan hai
Chuna ki har ek dhari re
Mori aisi chunar
Rang dari o khwaja
Mori aisi chunar rang dari


Khwaja jau main tope wari re
Khwaja jau main tope wari re
Mori aisi chunar rang dari
O khwaja mori
Aisi chunar rang dari
Mori aisi chunar rang dari
Mori aisi chunar rang dari.