khushiyaaN yahiin pe milengii hamen re Lyrics - Pran | Indrani Mukherjee | Dev Anand | Kishore Kumar
1978
Lyrics
khushiyaan yahiin pe milengii hamen re
apanaa hai apanaa ye des pardes
vahii puraane saare fasaane, nayaa hai lekin jahaan
raste vahii, yah manzil na_ii hai, nayaa hai lekin jahaan
teraa na meraa, apanaa hai apanaa ye des pardes
akelaa nahiin huun main -2
tere binaa, sang mere terii yaad hai
mil kar khilen phuul har rang ke
bas yahii merii fariyaad hai
(???)
apna hey apna yeh des pardes